lovezonesms

Monday, August 29


Agar kabhi hum mar jayen,
To humen jalaa dena,
Magar pehle hamara dil nikal lena,
Hume fikar nahi dil jal jane ki,
Hume to fikar hai dil me rahne wale ki.
.....................................................
Bahon mein kya aaye meri,
Saara jahan mil gaya mujko,
Jaane se mana kar dungi,
Agar zannat bhi de khuda mujhko.
.......................................................
Aap ko khone ka har  pal dar laga rahta hai,
Jab ki aapko paya hi nahi,
Tum bin itna tanha hun main ki,
Mere saath mera saya bhi nahi.