lovezonesms

Sunday, July 31

Hoti To Hai Saath Apne Duniya Saari



Kyu Kisi Se Itna Pyaar Ho Jata Hain?
Ki Bina Uske Jeena Dushwaar Ho Jata Hain,
Hoti To Hai Saath Apne Duniya Saari,
Par Humare Liye Wo Hi Humara Sansaar Ho Jata Hain.